Thi hame raftar se itni mohabbat ki chal diye uss mukaam pe,
Naam tha jiska zindagi bana diye patthar ki lakeer wahaa pe;
Hai aaj hum khafa usi raftar se jab dekhte hai wo pehla mukaam,
Rulaati hai zindagi jab bhul jaate hai wo liya hua naam.
Tha kuchh aisa uss aashiane me ki khushi behti thi har zarre se,
Mamta ki wo pyaari si awaaz ab gunjti reh gayi in divaaro se;
Hai dil aaj yaad karta aashiane ka har wo zarra,
Behte hai ashru jab in zarro se gunjti hai wo mamta.
Darsh

No comments:
Post a Comment